| Yeh raatein nayi purani |
| Aate, aate jaate kehti hain koi kahani |
| Yeh raatein nayi purani |
| Aate, aate jaate kehti hain koi kahani |
| Aa raha hai dekho koi Ja raha hai dekho koi |
| Sabke dil hain jaage jaage Sabki aankhein khoyi khoyi |
| Khamoshi karti hai baatein |
| Yeh raatein nayi purani |
| Aate, aate jaate kehti hain koi kahani |
| Kya sama hai jaise khushbu |
| Udd rahi ho kaliyon se |
| Guzri ho nindiya mein palkon ki galiyon se |
| Sundar sapnon ki baraatein |
| Yeh raatein nayi purani |
| Aate, aate jaate kehti hain koi kahani |
| Kaun jaane kab chalengi |
| Kis taraf se yeh hawayein |
| Saal bhar to yaad rakhna |
| Aisa na ho bhool jaayein |
| Is raat ki mulakatin |
| Yeh raatein nayi purani |
| Aate, aat jaate kehti hain koi kahani |
| Yeh raatein nayi purani |
| Aate, aate jaate kehti hain koi kahani |