| Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun |
| Sun sun sahiba sun pyaar ki dhun |
| Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun |
| Sun sahiba sun pyaar ki dhun |
| (Ah, ah) |
| Aah aah, aah aah, aah aah aah aah aah |
| Koi haseena kadam pehle badhaati nahin |
| Majboori dil se na ho to paas aati nahin |
| Ho, majboori dil se na ho to paas aati nahin |
| Khushi mere dil ko had se zyaada hai |
| Tere sang zindagi bitaane ka iraada hai |
| Oh, preet ke yeh dhaage tu bhi sang mere gun |
| Sun sahiba sun pyaar ki dhun |
| Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun |
| Sun sahiba sun pyaar ki dhun |
| (Ah, ah) |
| Tu jo haan kahe to ban jaaye baat yeh |
| Hote na ishaara to chal doon main saath bhi |
| Tere liye sahiba naachoongi main gaaoongi |
| Dil mein basa le tera ghar bhi basaaoongi |
| Oh, daal de nigaahon kar de pyaar ka shagun |
| Sun sahiba sun pyaar ki dhun |
| (Ah, ah) |
| Aah aah, aah aah, aah aah aah aah aah |
| Mera hi khoon-e-jigar dega gawa hi meri |
| Tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri |
| Ho, tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri |
| Dil tujhpe waara hai, jaan tujhpe waaroongi |
| Aaye ke na aaye, tera rasta nihaaroongi |
| Oh, kar le kubul mujhe hoga bada kun |
| Sun sahiba sun pyaar ki dhun |
| Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun |
| Sun sahiba sun pyaar ki dhun |
| (Ah, ah) |
| Oh sahiba sahiba, oh sahiba sahiba oh |
| Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun |
| Sun sahiba sun |