| milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi |

| hoti hai dilbaro ki inaayat kabhi-kabhi |

| sharma ke munh na pher nazar ke savaal par |

| laati hai aise mod pe qismat kabhi-kabhi |
| laati hai aise mod pe qismat kabhi-kabhi |
| milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi |
| khulte nahi hai roz dariche bahar ke |

| aati hai jaan-e-man ye qayamat kabhi-kabhi |
| aati hai jaan-e-man ye qayamat kabhi-kabhi |
| milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi |
| tanha na kat sakege javani ke raste |
| tanha na kat sakege javani ke raste |
| pesh aayegi kisiki zarurat kabhi-kabhi |
| pesh aayegi kisiki zarurat kabhi-kabhi |
| milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi |
| phir kho na jaae ham kahi duniya ki bhid me |

| milti hai paas aane ki mohalat kabhi-kabhi |
| hoti hai dilbaro ki inaayat kabhi-kabhi |
| milati hai zidagi me mohabbat kabhi kabhi |