![Ek Pyar Ka Naghma Hai - Lata Mangeshkar, Mukesh](https://cdn.muztext.com/i/3284759584033925347.jpg)
Date of issue: 31.12.1971
Ek Pyar Ka Naghma Hai |
Mm mm mm mm mm mm, mm mm mm mm, mm mm mm mm |
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai |
Zindagi aur kuch bhi nahin |
Teri meri kahaani hai |
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai |
Zindagi aur kuch bhi nahin |
Teri meri kahaani hai |
Ek pyar ka nagma hai |
La la la |
Kuch paakar khona hai, kuch khokar paana hai |
Jeevan ka matlab to aana aur jaana hai |
Do pal ke jeevan se ek umr churaani ha |
Zindagi aur kuch bhi nahin |
Teri meri kahaani hai |
Ek pyar ka nagma hai |
Tu dhaar hai nadiya ki, main tera kinaara hoon |
Tu mera sahaara hai, main tera sahaara hoon |
Aankhon mein samandar hai, aashaaon ka paani hai |
Zindagi aur kuch bhi nahin |
Teri meri kahaani hai |
Ek pyar ka nagma hai |
Toofaan to aana hai, aakar chale jaana hai |
Baadal hai yeh kuch pal ka, chhaakar dhal jaana hai |
Parchhaaniyan reh jaati, reh jaati nishaani hai |
Zindagi aur kuch bhi nahin |
Teri meri kahaani hai |
Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai |
Zindagi aur kuch bhi nahin |
Teri meri kahaani hai |
Ek pyar ka nagma hai |
Song tags: #Ek Pyar Ka Nagma Hai
Name | Year |
---|---|
Goron ki na1 | |
Mehndi Laga Ke Rakhna ft. Udit Narayan | 2013 |
Tujhe Dekha To ft. Kumar Sanu | 2013 |
Jimmy Jimmy Jimmy Aaja (из Танцор диско) | |
Wada Na Tod | 2014 |
Yaad aa raha | |
Ae oh aa | |
Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna ft. Udit Narayan | 2013 |
Mere Khwabon Mein | 2013 |
Tujhe Dekha To (From "Dilwale Dulhania Le Jayenge") ft. Kumar Sanu | 2018 |
Bol Radha Bol | 2014 |
Abhi to hath ft. Mukesh | |
Pyar Hua Iqrar Hua ft. Lata Mangeshkar | 1955 |
AWARA HOON | |
Mera Joota Hai Japani | 2010 |
Dost Dost Na Raha | 2014 |
Har Dil Jo Pyar Karega ft. Mukesh, Mahendra Kapoor | 2014 |
O Mehbooba | 2014 |
Awara Hoon (From "Awara") | 2017 |
Mere Khwabon Mein (From "Dilwale Dulhania Le Jayenge") | 2018 |