| (Aawaara hoon, aawaara hoon
|
| Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon) — 2
|
| Aawaara hoon
|
| Gharbaar nahin, sansaar nahin
|
| Mujhse kisi ko pyaar nahin — 2
|
| Us paar kisi se milne ka ikraar nahin
|
| Mujhse kisi ko pyaar nahin — 2
|
| Sunsaan nagar anjaan dagar ka pyaara hoon
|
| Aawaara hoon, aawaara hoon
|
| Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon
|
| Aawaara hoon
|
| Aabaad nahin barbaad sahi
|
| Gaata hoon khushi ke geet magar — 2
|
| Zakhmon se bhara seena hai mera
|
| Hansti hai magar yeh mast nazar
|
| Duniya
|
| Duniya mein tere teer ka ya taqdeer ka maara hoon
|
| Aawaara hoon, aawaara hoon
|
| Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon
|
| Aawaara hoon, aawaara hoon, aawaara hoon |