| (Jiya beqarar hai chhayi bahar hai
|
| Aaja more balma, tera intezar hai) -2
|
| (Ho, suraj dekhe chanda dekhe sab dekhe hum tarse ho
|
| Sab dekhe hum tarse) -2
|
| Jaise barse koi badariya waise ankhiyan barse -2
|
| Waise ankhiyan barse
|
| Jiya beqarar hai.
|
| Ho, naino se ek taara toote mitti mein mil jaye ho, mitti mein mil jaye -2
|
| Aansoo ki barsaat balamwa dil mein aag lagaaye -2
|
| Dil mein aag lagaaye
|
| Jiya beqarar hai …
|
| (Ho, tujhko nazarein dhoondh rahi hai mukhda to dikhla jaa ho
|
| Mukhda to dikhla jaa) -2
|
| Raste par hoon aas lagaaye, jaane waale aaja -2
|
| Jaane waale aaja
|
| Jiya beqarar hai … |