MUZTEXT
Lyrics Ek Tarfa 2.0 - Darshan Raval
Song information On this page you can read the lyrics of the song Ek Tarfa 2.0 , by -Darshan Raval Select which language to translate into:
|
| Zikr tumhara karta nahi hoon
|
| Chahe woh mehfil mein
|
| Fikar kari na tu ajj vi hai zinda
|
| Toote hue is dil mein
|
| Is duniya ki is bheed mein
|
| Kahin kho na jaaun main
|
| Dar lagta hai kisi aur ka
|
| Kahin ho na jaaun main
|
| Tu khush hai chahe baharon mein
|
| Tu na tha mere sitaron mein
|
| Mohabbat ho gayi thi dono ko
|
| Ik arsha ho gaya
|
| Mera yeh ishq tha do tarfa
|
| Ab ek tarfa ho gaya
|
| Ve laaiyan dil ton laaiyan
|
| Oh maahi par tu na aaiyan
|
| Ve mere hisse judaiyan
|
| Kyun aaiyan ve
|
| Ve laaiyan dil ton laaiyan
|
| Oh maahi par tu na aaiyan
|
| Ve mere hisse judaiyan
|
| Kyun aaiyan ve
|
| Yeh mausam aur hawayein
|
| Yeh raatein aur subah
|
| Teri aahat ko tarse
|
| Kyun mera raasta yeh
|
| Yeh mausam aur hawayein
|
| Yeh raatein aur subah
|
| Teri aahat ko tarse
|
| Kyun mera raasta yeh
|
| Chalo rabb diye je manzoori
|
| Mainu vi koyi gila nahi
|
| Lakhan si main mannatan mangeya
|
| Par kyun tu mila nahi
|
| Yahi kismat thi deewane ki
|
| Main haara jeet hui zamane ki
|
| Use dekhe hue bhi
|
| Yaaron ik arsha ho gaya
|
| Mera yeh ishq tha do tarfa
|
| Ab ek tarfa ho gya
|
| Mohabbat ho gayi thi dono ko
|
| Ik arsha ho gaya
|
| Mera yeh ishq tha do tarfa
|
| Ab ek tarfa ho gaya |
Write what you think about the lyrics!
Other songs by the artist:
| Name | Year |
|---|
| 2019 |
| 2021 |
| 2019 |
| 2020 |
| 2020 |
| 2020 |
| 2022 |
| 2020 |
| 2018 |
| 2019 |
| 2021 |
| 2019 |
| 2020 |
| 2018 |
| 2018 |
| 2018 |
| 2019 |
| 2018 |
| 2018 |
| 2018 |