| Raat aayi hai raat aane do
|
| Nasha hota hai nasha hone do
|
| Dil jalta hai dil jalne do
|
| Yaad aayi hai mujhe peene do
|
| Raat aati hai raat aane do
|
| Nasha hota hai nasha hone do
|
| Dil jalta hai dil jalne do
|
| Yaad aayi hai mujhe peene do
|
| Tere pyaar ne sareaam badnaam kar diya mujhe
|
| Sharaab ka gulam kar diya mujhe
|
| Na jee raha hoon na main mar saka
|
| Aisa mera hashar hai bann gaya
|
| Jo pehle mehkhana tha woh ghar hai bann gaya
|
| Ke ab to saaki ne bhi jaam ka hisab na rakha
|
| Dard hota hai dard hone do
|
| Zakhm gehra hai isse rehne do
|
| Aankhein roti hai inhein rone do
|
| Yaad aayi hai mujhe peene do
|
| Raat aayi hai raat aane do
|
| Nasha hota hai nasha hone do
|
| Dil jalta hai dil jalne do
|
| Yaad aayi hai mujhe peene do
|
| Raat aayi hai mujhe peene do
|
| Yaad aayi hai mujhe peene do
|
| Raat aayi hai mujhe peene do
|
| Uski yaad aayi hai mujhe peene do
|
| Raat aayi hai mujhe peene do
|
| Yaad aayi hai mujhe peene do
|
| Raat aayi hai mujhe peene do
|
| Uski yaad aayi hai mujhe peene do |