| Dil toota toh awaaz
|
| Badi der tak sunayi di
|
| Dil toota to awaaz
|
| Badi der tak sunayi di
|
| Kuchh is tarah har tukde ne
|
| Uski bewafai ki gawahi di
|
| Main sambhalta bhi toh aakhir kaise
|
| Main sambhalat bhi toh aakhir kaise
|
| Mujhe kal mod par
|
| Woh kisi aur ke sath dikhayi di
|
| Tere pyar ne sareaam
|
| Badnaam kar diya mujhe
|
| Sharab ka gulam kar diya mujhe
|
| Na jee raha hoon na main mar saka
|
| Aisa mera hashar hai bann gaya
|
| Jo pehle mehkhana tha
|
| Woh ghar hai bann gaya
|
| Ke ab toh saki ne bhi
|
| Jam ka hisab na rakha
|
| Dard hota hai dard hone do
|
| Zakham gehra hai ise rehne do
|
| Aankhein roti hai inhein rone do
|
| Yaad aayi hai mujhe peene do
|
| Raat aayi hai raat aane do
|
| Nasha hota hai nasha hone do
|
| Dil jalta hai dil jalne do
|
| Yaad aayi hai mujhe peene do
|
| Kasmein sab jhoothin hai
|
| Waade sab jhoothein hai
|
| Lagta hai mujhse toh
|
| Rabb saare ruthein hai
|
| Gairo ke sang kaise
|
| Hassne lagi ho
|
| Meri toh ankhon se
|
| Aanshu na sukhe hain
|
| Raat aayi hai raat aane do
|
| Nasha hota hai nasha hone do
|
| Dil jalta hai dil jalne do
|
| Yaad aayi hai mujhe peene do
|
| Raat aayi hai raat aane do
|
| Nasha hota hai nasha hone do
|
| Dil jalta hai dil jalne do
|
| Yaad aayi hai mujhe peene do
|
| Mujhe peene do |