MUZTEXT
Lyrics Bhula Diya - Darshan Raval
Song information On this page you can read the lyrics of the song Bhula Diya , by -Darshan Raval Select which language to translate into:
|
| Teri aankhon ki gehrayi mein |
| Sama gaye hai hazaro gham |
| Jo inme mila hai sukoon mujhe |
| Kahi nahi hai khuda kasam |
| Teri nigahon ne jaana mujhko |
| Naseeb mera dikha diya |
| Har ek manzil se meri mujhko |
| Bas ek lamhe ne mila diya |
| Ho maine ishq ki har gali ko saja diya |
| Tere naam se |
| Maine khud ko bhula diya |
| Bhula diya |
| Ho maine ishq ki har gali ko saja diya |
| Tere naam se |
| Maine khud ko bhula diya |
| Bhula diya |
| Hmm… |
| Saansein na chale |
| Tere bina aisa lage |
| Jaise ki saara jahaan tham gaya |
| Shaamein na dhale |
| Tere bina subha na ho |
| Aise ki mausam tu hi ban gaya |
| Teri panahon ne mujhko toh |
| In ehsaaso mein duba diya |
| Teri ibadaton ne mujhko |
| Sajdo ke kaabil bana diya |
| Ho maine ishq ki har gali ko saja diya |
| Tere naam se |
| Maine khud ko bhula diya |
| Bhula diya |
| Ho maine ishq ki har gali ko saja diya |
| Tere naam se |
| Maine khud ko bhula diya |
| Bhula diya |
Write what you think about the lyrics!
Other songs by the artist:
| Name | Year |
|---|
| 2019 |
| 2021 |
| 2019 |
| 2020 |
| 2020 |
| 2020 |
| 2022 |
| 2020 |
| 2018 |
| 2019 |
| 2021 |
| 2020 |
| 2018 |
| 2018 |
| 2018 |
| 2019 |
| 2018 |
| 2018 |
| 2018 |
| 2018 |