Lyrics Sadke Teri Chaal Ke - Geeta Dutt, Mohammed Rafi

Sadke Teri Chaal Ke - Geeta Dutt, Mohammed Rafi
Song information On this page you can find the lyrics of the song Sadke Teri Chaal Ke, artist - Geeta Dutt
Date of issue: 31.05.1957
Song language: Estonian

Sadke Teri Chaal Ke

Mohd. Rafi: Aha Aha Ha Sadke Teri Chaal Ke Sadke Teri Chaal Ke, Kajra Vajra Daal Ke Jaane Waali, Aana Kabhi Yaaron Ki Gali
Geeta Dutt: O Jaadugar Bengal Ke, Aashiq Nainital Ke Raste Pe Na Aaun Tere, Aisi Hi Bhali
Mohd.Rafi: Arrey Sadke Teri Chaal Ke…
Mohd.Rafi: O Chalte Ishaaron Se Dil Kyon Lubhaaya Tu Ne Aankhon Hi Aankhon Mein Pyaar Jataaya Tu Ne Geeta Dutt: Chhed Ke Mere Dil Ko Pehle Jagaaya Tu Ne Baatein Bana Ke Jhoothi, Mujhko Jalaaya Tu Ne Mohd.Rafi: Nakhre Hain Kamaal Ke, Duniya Dekh-Bhaal Ke Jaane Waali, Aana Kabhi Yaaron Ki Gali
Arrey Sadke Teri Chaal Ke, Kajra Vajra Daal Ke Jaane Waali, Aana Kabhi Yaaron Ki Gali
Geeta Dutt: O Jaadugar Bengal Ke, Aashiq Nainital Ke Raste Pe Na Aaun Tere, Aisi Hi Bhali
Mohd.Rafi: Oye Sadke Teri Chaal Ke…
Mohd.Rafi: O Chhodo Ji Pehli Baatein, Ab Dil Ki Maan Jaao
Main Hoon Puraana Aashiq, Mujhko Pehchaan Jaao
Geeta Dutt: Mardon Ki Jaat Badi Waisi Hai Jaan Gaye
Kadke Ho Mr. Johnny, Tumko Pehchaan Gaye
Mohd.Rafi: Arrey Ghaate Nahin Maal Ke, Raja Hain Iss Taal Ke Jaane Waali, Aana Kabhi Yaaron Ki Gali
Sadke Teri Chaal Ke, Kajra Vajra Daal Ke Jaane Waali, Aana Kabhi Yaaron Ki Gali
Geeta Dutt: O Jaadugar Bengal Ke, Aashiq Nainital Ke Raste Pe Na Aaun Tere, Aisi Hi Bhali
Mohd.Rafi: Arrey Sadke Teri Chaal Ke!

Share lyrics:

Write what you think about the lyrics!

Other songs of the artist:

NameYear
Baar Baar Dekho Hazar Baar Dekho (From "China Town") 2018
Yahoo Chahe Mujhe Koi Junglee Kahen (From "Junglee") 2018
Aajkal Tere Mere Pyar Ke Charche ft. Mohammed Rafi 1967
Teri Bindiya Re (From "Abhimaan") ft. Mohammed Rafi 2018
Teri Galiyon Mein (From "Hawas") 2018
Likhe Jo Khat Tujhe (From "Kanyadaan") 2018
Abhi Na Jao Chhod Kar (From "Hum Dono") ft. Mohammed Rafi 2018
Teri Galiyon Mein 1974
O Dilbar Janiye 1968
Khush Rahe Tu Sada 1970
Khoya Khoya Chand Khula Aasman (From "Kala Bazar") 2015
Chana Jor Garam ft. Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Kishore Kumar 2012
Baar Baar Dekho Hazar Baar Dekho 1962
Dil Ka Bhanwar Kare Pukar 2014
Abhi Na Jao Chhod Kar ft. Asha Bhosle 2014
Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya 2014
Baar Baar Din Ye Aaye 1967
Baar Baar Dekho 2014
Din Dhal Jaye Haye 1965
Teri Bindiya Re ft. Mohammed Rafi 1973

Artist lyrics: Mohammed Rafi