| Mai na karta baatein bakwas, real shit
|
| Katal karta baaghiyon ke saath, Kingpin
|
| Har din laata hai naya romaanch, Tintin
|
| Bada naam, mai hu aadmi na aam, King shit!
|
| Mai na karta baatein bakwas, real shit
|
| Katal karta baaghiyon ke saath, Kingpin
|
| Har din laata hai naya romaanch, Tintin
|
| Bada naam, mai hu aadmi na aam, King shit!
|
| Sadko ka badshah, mai na Nizamuddin
|
| Mai Rasputin aur Raja bhi
|
| Fuk lete ghaas, chhodte na chaara bhi
|
| Namune ek se ek par akkal inki gyaaravi
|
| Giddh bhare scene mai, chughte yeh daana nahi
|
| Jahase aate hum, wahape kabhi aana nahi
|
| Sangeet ki ladaai mai shaheed jaise Tanaji
|
| Bhagat aur Rana bhi, muh pe maare taala bhi
|
| Dum har baat mai, bewajah banta shaana nahi
|
| Mai likhta gaane nahi, likhta zindagi inn panno pe
|
| Sona chandi nahi bana taj hai yeh karmo se
|
| Kal ki hi baaton ki zanjeero mai tha fasa
|
| Jaise lagi kalam haath, chhut gaya pichhle janmo se
|
| Jung hone waali toh maidaan mai du kabar khod
|
| Marega zarur tera naam chaahe amar ho!
|
| Bigaadne mai maahir, jaisi bhi teri shakal ho
|
| Fekde kone mai, tooti haddiya yeh Buckle Bomb!
|
| Mai na karta baatein bakwas, real shit
|
| Katal karta baaghiyon ke saath, Kingpin
|
| Har din laata hai naya romaanch, Tintin
|
| Bada naam, mai hu aadmi na aam, King shit!
|
| Mai na karta baatein bakwas, real shit
|
| Katal karta baaghiyon ke saath, Kingpin
|
| Har din laata hai naya romaanch, Tintin
|
| Bada naam, mai hu aadmi na aam, King shit!
|
| King shit, serve kare bars bina liye kabhi tip
|
| Maharaja South se, hai swag jaise TIP
|
| Woh bole ki they snapped but they sound like a clip
|
| Inke numbers naam se zyada, yeh maths ki na trick
|
| Aur naam kaam se zyada, you wack and a bitch
|
| Yeh gaate muh faad ke par inki aawaz mai na wazan hai
|
| Baaki bande karte beef shuru, karta khatam mai
|
| Inki raans leela ke hai raaz pardafash
|
| Aise rappers bante baap toh bajade inki saaz
|
| Lete jaate deals na le payenge yeh saans
|
| Jo ghutan mehsoos ho toh naam rakhna yaad
|
| Kyuki haath hoga gale pe aur baat hogi pate ki
|
| Loudmouth 'gram pe, na jhaad baatein chane si
|
| Paale hai yeh bhakt, mai toh naastik bachpan se
|
| Cheer deta nalli, faila laal ab iss rangmanch pe!
|
| Toh natak band karadu, poori audience pe goli daagu
|
| Kaano pe yeh chaabuk, kaarnaame bina naanchaku
|
| Azeem-o-shaan, Badshah-E-Gravity, King shit
|
| Future hall of famer, you can kiss the ring bitch! |