| Um, tum to bas tum ho tumhari koi baat aur hai… |
| Main khicha chala aata hun mujh pe na koi jor hai |
| Ho… tum, tum to bas tum ho tumhari koi baat aur hai… |
| Main khicha chala aata hu mujh pe na koi jor hai |
| Tujhe jahan se main chupa lun kahin |
| O tere sang ghar bana lun kahi |
| Ab dil mera kahin lagta nahi |
| O tere bin hai mushkil badi… |
| Ab dil mera kahin lagta nahi |
| O tere bin hai mushkil badi… |
| Ye sham hasin hai lekin ye mujhe raas aati nahi |
| Jo tu door baithi hai kyun mere paas aati nahi |
| Ye sham hasin hai lekin ye mujhe raas aati nahi |
| Jo tu door baithi hai kyun mere paas aati nahi |
| Teri nazar se door ho jaun kahin |
| Is bheed mein na kho jaun kahin |
| Ab dil mera kahin lagta nahi |
| O tere bin hai mushkil badi… |
| Ab dil mera kahin lagta nahi |
| O tere bin hai mushkil badi… |