MUZTEXT
Lyrics Main Aur Tu - Gajendra Verma
Song information On this page you can read the lyrics of the song Main Aur Tu , by -Gajendra Verma
Select which language to translate into:
|
| Raaton ko sona nahi |
| Baatein subah tak chale |
| Kya ho gaya hai mujhe hmm |
| Saath toh khona nahi |
| Mar jaaunga main bhale |
| Pyaar hua hai mujhe… hey ya! |
| Kitne hi kaam main taalta hoon |
| Roz aata hoon milne tujhe |
| Doston ko bhi main taang doon |
| Chaahe kahin bhi bulaaye mujhe |
| Itna bata de jaisa main karoon |
| Feel hota hai kya wo tujhe |
| Kya lagta hai tujhko ki |
| Duniya mein hai sirf main aur tu… |
| Main aur tu… |
| Main jaanu na jaanu na |
| Bina tere kya karoon |
| Ye berang si zindagi hai meri |
| Rang bolo kaise bharun |
| Kyun maanu na, maanu na |
| Jiyun ke main ya marun |
| Kya ho gaya hai mujhe hey yeah yeah |
| Kaise kaise ab guzarata hoon raatein |
| Main yaad karke tujhe |
| Aa jaaye dil ko sukoon phir se aaj |
| Bhar le baahon mein mujhe |
| O itna bata de jaisa main karoon |
| Feel hota hai kya wo tujhe |
| Kya lagta hai tujhko ki |
| Duniya mein hai sirf main aur tu… |
| Yeah yeah Main aur tu… |
| O main aur tu… |
| Eyeah eyeah… |
| Hmm aur tu |
| Yeh yeah yeah |
| Raaton ko sona nahi |
| Baatein subah tak chale |
| Kya ho gaya hai mujhe haan |
| O itna bata de jaisa main karoon |
| Feel hota hai kya woh tujhe |
| Kya lagta hai tujhko ki |
| Duniya mein hai sirf main aur tu… |
| Hey… main aur tu… |
| Hey… main aur tu… |
| Main aur tu… hey… o… |
| Eyeah eyeah… |
| Eyeah eyeah… |
| Oyeah yeah ho… |
Write what you think about the lyrics!
Other songs by the artist:
| Name | Year |
|---|
| 2021 |
| 2021 |
| 2014 |
| 2015 |
| 2019 |
| 2019 |
| 2019 |
| 2021 |
| 2019 |
| 2021 |
| 2020 |
| 2021 |
| 2019 |
| 2021 |
| 2016 |