| Ye jo halka halka suroor hai
|
| Yeh teri nazar ka qasoor hai
|
| Ke sharaab peena sikha diya
|
| Ke sharaab peena sikha diya
|
| Ye jo halka halka suroor hai
|
| Ye teri nazar ka qasoor hai
|
| Ke sharaab peena sikha diya
|
| Ke sharaab peena sikha diya
|
| Tere pyaar ne teri chaah ne
|
| Teri behki behki nigaah ne
|
| Mujhe ek sharaabi bana diya
|
| Ke sharab peena sikha diya
|
| Sharaab kaisi, Khumaar kaisa
|
| Yeh sab tumhari nawazishen hain
|
| Pilayi hai kiss nazar se tu ne
|
| Keh mujh ko apni khabar nahin hai
|
| Tere pyaar ne teri chah ne
|
| Teri behki behki nigaahne
|
| Mujhe ek sharabi bana diya
|
| Ke sharab peena sikha diya…
|
| Mast mast mast, saarah jahan mast |