Lyrics Gham Hai Ya Khushi Hai Tu - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan

Gham Hai Ya Khushi Hai Tu - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan
Song information On this page you can find the lyrics of the song Gham Hai Ya Khushi Hai Tu, artist - Ustad Nusrat Fateh Ali Khan. Album song Solo Hits, in the genre Музыка мира
Date of issue: 07.08.2018
Record label: oriental star agencies
Song language: English

Gham Hai Ya Khushi Hai Tu

Paas aaye
Dooriyaan phir bhi kam naa hui
Ek adhuri si hamari kahani rahi
Aasmaan ko zameen, ye zaroori nahi
Jaa mile, jaa mile
Ishq saccha wahi
Jisko milti nahi manzilein, manzilein
Rang thhe, noor tha
Jab kareeb tu tha
Ek jannat sa tha, yeh jahaan
Waqt ki ret pe kuch mere naam sa
Likh ke chhod gaya tu kahaan
Hamari adhuri kahani (x3)
Khushbuon se teri yunhi takra gaye
Chalte chalte dekho na hum kahaan aa gaye
Jannatein agar yahin
Tu dikhe kyon nahin
Chaand suraj sabhi hai yahaan
Intezar tera sadiyon se kar raha
Pyaasi baithi hai kab se yahaan
Pyaas ka ye safar khatam ho jayega
Kuch adhura sa jo tha poora ho jayega
Jhuk gaya aasmaan
Mill gaye do jahaan
Har taraf hai milan ka samaa
Doliya hain saji, khushbuein har kahin
Padhne aaya Khuda khud yahaan

Share lyrics:

Write what you think about the lyrics!

Other songs of the artist:

NameYear
Allah Hoo Allah Hoo 1987
Ali Da Malang ft. Nusrat Fateh Ali Khan 1991
Kirpa Karo Mahraj 2000
Piya Re Piya Re 2018
Tumhain Dillagi Bhool Jani Paray Gi 2018
Yad-e-Nabi Ka Gulshan 2010
Woh Hata Rahe Hain Pardah 2009
Yeh Jo Halka Halka Saroor Hae 2009
Ali Ali Maula Ali 2000
Halka Halka Saroor Hai 2018
Fasle Gul Hai Sharab Pee Lejiye 2018
Tumhen Dillagi Bhool Jani Paregee 1988
Yeh Jo Halka Saroor Hae 1987
Aaj Koi Baat Ho Gayi 1987
Mora Piya Ghar Aaya 1993
Yeh Jo Halka Halak Saroor Hae 2011
Haq Ali Ali Haq (Manqbat) 2011
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada 2005
Halka Halka Saroor 2018
Gham Hae Ya Khushi Hae Too 1991

Artist lyrics: Ustad Nusrat Fateh Ali Khan