Lyrics Tanha Dil - Shaan

Tanha Dil - Shaan
Song information On this page you can read the lyrics of the song Tanha Dil , by -Shaan
Song from the album: Tanha Dil...
In the genre:Поп
Release date:31.12.1999
Song language:English
Record label:Virgin Records (India)

Select which language to translate into:

Tanha Dil
Aankhon mein sapne liye
Ghar se hum chal to diye
Jaane yeh raahein ab le jaayengi kahan
Mitti ki khushboo aaye
Palkon pe aansu laaye
Palkon pe reh jaayega yaadon ke jahan
Manzil nayi hai anjaana hai kaarvaan
Chalna akele hai yahan
(Tanha dil, tanha safar
Dhoonde tujhe phir kyoon nazar) — 2
Tanha dil
Dilkash nazaarein dekhe
Jhilmil sitaarein dekhe
Aankhon mein phir bhi tera chehra hai jawaan
Kitni barsaatein aayi, kitni saugaatein laayi
Kaanon mein phir bhi goonje teri hi sada
Maane kiye the apna hoga aashiyaan
Vaadon ka jaane hoga kya
(Tanha dil, tanha safar
Dhoonde tujhe phir kyoon nazar) — 2
Tanha dil
Tanha dil
Aankhon mein sapne liye
Ghar se hum chal to diye
Jaane yeh raahein ab le jaayengi kahan
Mitti ki khushboo aaye
Palkon pe aansu laaye
Palkon pe reh jaayega yaadon ke jahan
Manzil nayi hai anjaana hai kaarvaan
Chalna akele hai yahan
(Tanha dil, tanha safar
Dhoonde tujhe phir kyoon nazar) — 2
Tanha dil, tanha dil, tanha dil
Tanha dil, tanha dil

Share the lyrics:

Write what you think about the lyrics!

Other songs by the artist:

NameYear
2003
2012
2007
2019
2007
Mungda (From "Total Dhamaal")
ft. Shaan, Subhro Ganguly, Gourov - Roshin
2020
2005
2002
1999
1999
Yahan Zindagi
ft. Sagarika, Shabab Sabri
2003
2014
2005
Ye Doost
ft. Imanemum, Shaan
2016
Dil Jo Bhi Kahey
ft. Dominique Cerejo
2005
2016
Sakht
ft. Imanemum, Shaan
2016
Mungda
ft. Jyotica Tangri, Shaan, Subhro Ganguly
2019
2002
1999