Lyrics Kya Se Kya Ho Gaya - Raghav

Kya Se Kya Ho Gaya - Raghav
Song information On this page you can read the lyrics of the song Kya Se Kya Ho Gaya , by -Raghav
In the genre:Поп
Release date:09.04.2012
Song language:English

Select which language to translate into:

Kya Se Kya Ho Gaya
Hahhh, Ohhhh
Usne kahaa, tu hi mera dil meri jaan ve
Sab kuchh tera
Meri manzil wahin jahaan tu ruke
Kaise huaa, ek shamma ke hum parwane bane
Kya ho gaya, tinke ki tarah yun beh nikle
Raaton baaton baaton mein, neendo ko churaya
Din ke ujiyare mein, maine dil haara
Uska bankar sub kuchh kho kar, kuch nahi paya
Haay.
ye kya ho gaya
Dil ko chura kar, apna banakar
Ohh hoho, kya se kya ho gaya
Mujhko sataa kar
Sudh budh gawaa kar
Ho ho kya se kya ho gaya
Ahhh, ohhh, yeah
Hahhh.
hoo.
Main toh doob gaya
Unn sagar jaisi aankhon mein
Yunhi kho gaya uski bhool bhulaiyan baaton mein
Laakhon hai ye taare aasmaan mein
Tujh par dil haare sabhi khoke
Raaton baaton baaton mein, neendo koi churaya
Din ke ujiyare mein, maine dil haara
Uska bankar sub kuch kho kar, kuch nahi paaya
Haay ye kya ho gaya
Dil ko chura kar, apna bana kar
Ohh hoho, kya se kya ho gaya
Mujhko sata kar
Sudh budh gawaa kar
Kya se kya ho gaya
Dil ko chura kar
Apna bana kar
Ohh hoho, kya se kya ho gaya
Mujhko sata kar
Sudh budh gawaa kar
Kya se kya ho gaya
Ahhh, ohhhhh
Ahhhh, ohhh, ahhhh, ohhh
Kya se kya ho gaya
Kya se kya ho gayaa
Hooo heyy.

Share the lyrics:

Write what you think about the lyrics!

Other songs by the artist: