Song information On this page you can find the lyrics of the song Kyu Jane De, artist - EMIWAY BANTAI.
Date of issue: 30.09.2021
Song language: English
Kyu Jane De |
Mai khush hun ammi abbu ko wo jagah pe laaya |
Jaha pe rehne ke hum khawab dekhe |
Waqt nikala ghar sajaya (Ghar sajaya) |
Sajake sona matlab ye nahi hai |
Ki aap apno ko bhul jao |
Duniya ke saamne khul jao |
Dusro ki kare burai, khud ki uljhane suljhao |
Batao, vatao nahi bata payenge |
Katao ticket aur bachao |
Mere se khud ko |
Mat aao mere se bhidne |
Pakau lagte hai saale chirkut |
Haaan |
Kyu jane de? |
Agar kisi ki baat buri lagi toh bol sab ke saamne |
Kyu jane de? |
Sach bolo sach yaha bola nakli log aaye pehchan’ne me |
Kyu jane de? |
Agar kisi ki baat buri lagi toh bol sab ke saamne |
Kyu jane de? |
Sach bolo sach yaha bola nakii log aaye pehchan’ne me |
Nahi tikne diya khud ko galat raaste me (Raaste me) |
Hip-hop ko chuna, rappers ko khata mai naashte me (Wooo) |
Faasle me rehne laga logo se (Ayy) |
Inke cartoon jaise harkate |
Ye dikhne chaiye pogo pe (Hhhaaa) |
Kyu ruku mai? |
mere andar tha jiske liye bhadass (Hhhnnn) |
Badass ban jaata nahi farak agar tu hai naraaj |
Maharaj banke baitha hun nahi aata mai kabhi raas |
Kaafi fast success mila mujhe bolte saale lost |
Karle toss har baari head kyunki bhai tera boss (Ek number) |
Lookin' sleek &shiny haan lip and gloss |
Bandi slip hai na boss, khud ko maintain kare aisa (Haq se) |
Dignity hai pehla, uske baad aata paisa |
Tu kaisa teei neeyat bata degi (Bata degi) |
Vella ghumta rahega toh item bhi vata degi (Chal, chal, chal) |
Baaki soch hai kismat kyu ni saath deti? |
(Kahe ko) |
Maa baap ka rakh khayal, fir duniya bhi saath degi |
Kyu jane de? |
Agar kisi ki baat buri lagi toh bol sab ke saamne |
Kyu jane de? |
Sach bolo sach yaha bola nakli log aaye pehchan’ne me |
Kyu jane de? |
Agar kisi ki baat buri lagi toh bol sab ke saamne |
Kyu jane de? |
Sach bolo sach yaha bola nakii log aaye pehchan’ne me |
Jo bhi keh nahi paata likh deta mai gaane me (Gaane me) |
Peetch peeche baatcheet mai nahi karta jaane de |
Ye sab nahi sikhaya mere maa ne be (Maa ne be) |
Galtiyan ho jaati hai haan logo se anjaane me |
Par jaane de phir se dohna na sochta na |
Mauka thukrala kyun ki khuddari toh bachpan se khoon me |
Bachpan me school ka sabse shaant baccha tha |
Sabse shaant baccha aaj duniya ko nachata |
Mann chahta wo kiya, jo kiya, sau taka diya |
Sabko vata diya, sabko bata diya, kitna hard hun mai |
Chadhna mushkil hai mujhpe haan jaise everest ka pahaad hun mai |
Seedhe khade jagah gaad dun mai |
Gade murde ukhaad dun mai |
Meko bura lagega toh aise kaise jaan dun mai |