Song information On this page you can find the lyrics of the song Boht Hard, artist - EMIWAY BANTAI.
Date of issue: 12.11.2018
Song language: English
Boht Hard |
Na main launda ameer ghar ka |
Ghooma hu galiyon mein |
Baatein main sadak ki likhta |
Karta hu, karta jo |
Mujhe thoda ajeeb lagta |
Bin wajah ki takleefe har waqt sehtaKyun? |
Parampara nahi hai |
Phir bhi hu main sanskari |
Sadak pe reh ke seekha maine |
Padun tujhpe bhaari, boht bhaari |
Mera kaam bhaari |
Tu khaali jaam kaari |
Yaaron raat ko signal pe sota hu |
Le le jaankari |
Haan! |
Na gali se, na mohalle se |
Main nikla hu sadak se |
Mumbai ki dadagiri phukkad bhadakte hum pe |
Phir bhi chhoda na toda aaya rula na rulaya |
Tu kyun pala pada tera sadak se |
Bhatke toh lete jhadap mein |
Chal na, hatt na, vatt na |
Upar se, neeche se, peechhe se |
Dekhein tu boht galat kiya toone |
Boht hard, boht hard kya? |
Boht hard, boht hard kya? |
Boht hard, boht hard kya? |
Boht hard, boht hard kya? |
Boht boht |
Boht hard, boht hard kya? |
Boht hard, boht hard kya? |
Boht hard, boht hard kya? |
Boht hard, boht hard kya? |
Boht boht |
Ha ha ha sun! |
Boht hard tha Physich aur Math pass karna |
Wata diya padhai shuru kiya panne ko bharna |
Item bhi pareshan boli «chat toh tu karna» |
Bhool chuka hai, sadak mein doob chuka hai |
Sadak pe sunega beta tu maa behn ki galiyan |
Toh chalk jaata kaam pe toh pocket ko chura liya |
Chhupa liya, khud ko aise bheed min |
Sabse hat ke dikhna hai toh |
Taakat chaahiye reedh mein |
Haan lead mein hero banoonga |
Aise khwaab rakhne wale sadak se |
Bheje ko chala chhote, soch thoda alag se |
Halak se utara maine 10 rupaye ka vada pav |
Aise din dekhe hai maine |
Tab jaake bada bhaav mera Malum hai na sun! |
Haan hasta hu main |
Inke soch pe tarasta hu main |
Hip-hop ka, monsoon ka baadal hu |
Barasta hu main |
Sach sach shot dene aaya seedha pach pach |
Apne kaam pe dhyan de |
Kyun khota karta mach mach |
Bach bach kitne sare |
Pareshani raste mein |
Chai khaari chalta hai |
Apne Mumbai ka naashte mein |
Khul ke zara saans le be |
Zindagi ke faasle mein |
Kitna kuchh hai kehne ko |
Aur kitna kuchh hai pass mere |
Phir bhi haasil kyun na |
Kar paate haib woh bhai log |
Sirf bol bacchan banke rehte naqli dialogues |
Bantai log band karo warna bhai log |
Varna ladki bhi bulayegi tere ko bhai logChal! |
Boht hard, boht hard kya? |
Boht hard, boht hard kya? |
Boht hard, boht hard kya? |
Boht hard, boht hard kya? |
Boht boht |
Boht hard, boht hard kya? |
Boht hard, boht hard kya? |
Boht hard, boht hard kya? |
Boht hard, boht hard kya? |
Boht boht |