Song information On this page you can find the lyrics of the song Kya Din The Woh, artist - EMIWAY BANTAI.
Date of issue: 08.06.2023
Kya Din The Woh |
Robert Tar! |
Kuch shot huye the pehle ke |
Woh sab bata rela hun |
Maza aa rela public ko sunne ke liye |
To apun bhi soche suna deve kya |
Suno |
Haan! |
Gaon ke train mein safar kara |
Bathroom ke paas so ke |
Paani ke chheentein udte the |
Log jaate haath dho ke |
Phir hum bhi kahan mauke chhodte |
Fir seedha kya bhid jaate the |
Woh bhi kya din the |
Chalu ticket pe chadh jaate the |
TC jis dabbe mein chadhta |
Us dabbe se watt jaate the |
Ghar se laaye dabba |
Newspaper pe baith ke khaate the |
Sunn mein koyi pee rela quarter |
Koyi khele jua |
Bantai log darwaze pe |
Haan uda rahe dhuan |
Fir kya kisse dosti kisse lafda |
Safar yun hi kat jaata tha |
Aaj udd raha first class beta |
Train mein main bhi jaata tha |
Sab cheezon ke maze le beta |
Chhod de rona dhona |
Darwaze pe soya dekh ke |
Fan pucche tum Bantai ho naa |
Kya din the woh beta |
Main safar nahi, suffer karne aaya hoon |
(Suffer karne aaya hoon) |
Ye sab dekhela life mein main |
Tab jaake yahan tak ke aaya hoon |
(Yahan tak ke aaya hoon) yo |
Kya din the woh beta |
Main safar nahi suffer karne aaya hoon (Yeah, yeah!) |
Ye sab dekhela life mein main |
Tab jaake yahan tak ke aaya hoon |
(Aur bohot aage jaana hai) |
Haan area mein main akela tha |
Jisko milne laga fame |
Jalti unki soch ke unki life |
Kyun nahi mujhse same |
Mujhse bhidne aate saale |
Bina matlab matter karne |
Mitna rehta saath |
Hum dono jaate the |
Battle karne rap nahi |
Steet mein fight karne |
Bees log aaye the saale saare |
Woh mujhko bharne maara mujhko |
Chair toda mere peeth pe |
Shukriya un logon ko aaj kahani ye be |
Kehne mujhe beat pe |
Jo bhi main tha jisne maara |
Usko maara usko dhar liya |
Shot diya bheje pe haan |
Uss din se woh sudhar gaya |
Aise kaafi matter kabhi diya kabhi khaya |
Alter hoon main itna kaise area ne banaya |
Kya din the woh beta |
Main safar nahi suffer karne aaya hoon |
(Suffer karne aaya hoon) |
Ye sab dekhela life mein main |
Tab jaake yahan tak ke aaya hoon |
(Yahan tak ke aaya hoon) yo |
Kya din the woh beta |
Main safar nahi suffer karne aaya hoon (Yeah, yeah!) |
Ye sab dekhela life mein main |
Tab jaake yahan tak ke aaya hoon |
(Aur bohot aage jaana hai) |
Haan shoot ke baad keema pao |
Dharavi bismillah pe |
Scooty pe poora mumbai ghooma |
Raste pe full chilla ke |
Mujhko barosa Allah pe haan |
Tere bina sab khallas hai |
Malum tha main aage badunga |
Ek din mere qala se |
Par maza kiya main bohot |
Mere struggle days pe sacchi mein |
After party karke aa rahe |
So rahe saare gachhi pe |
Dosti-yaari apni bole aiba bantai bachhi se |
Kharcha apna nikalta tha studio ke kharchi se |
Studio dala recording aur mixing mastering karta khud |
Customers ke kabhi-kabhi haan shoot bhi karke aata khud |
Ghar ke hall mein neeche baith ke kaam seedha chaubis |
Paanch-sau waale home theater pe gaane bana ke lofi |
Theater mein kabhi maara spray kabhi table chair uthaya |
Jahan se murdaal aa rahe the sab karke paisa banaya |
Jo bhi manga bachpan se abba ne sab dilaya |
Jiya raja jaise lekin ab kuchh banne ka time aaya |
Kya din the woh beta |
Main safar nahi suffer karne aaya hoon |
(Suffer karne aaya hoon) |
Ye sab dekhela life mein main |
Tab jaake yahan tak ke aaya hoon |
(Yahan tak ke aaya hoon) yo |
Kya din the woh beta |
Main safar nahi suffer karne aaya hoon (Yeah, yeah!) |
Ye sab dekhela life mein main |
Tab jaake yahan tak ke aaya hoon |
(Abhi bohot aage jaana hai) |