| Tum kabhi na kahoge
|
| Kyun na hum hi ye bol de
|
| Ho kahan yeh bataao
|
| Hum wahan chal ke aa jayenge
|
| Bheege bheege mausam khile the jahaan
|
| Tere mere raste mile the jahaan
|
| Baahon mein teri din dhale the jahaan
|
| Aa gaya main wo…
|
| Magar… aaya na tu
|
| Aaya na tu
|
| Aaya na tu
|
| Baithe baithe sochu kabhi main tujhe
|
| Aankhon ko meri tu kahin na dikhe
|
| Aise mein main aawaz doon toh kise
|
| Hoon yahin main wo…
|
| Magar… aaya na tu
|
| Aaya na tu
|
| Aaya na tu
|
| Socha tha agar main milungi tujhe
|
| Mere dil ki baatein kahungi tujhe
|
| Shayad tu badi door hai ja chuka
|
| Main akeli reh gayi
|
| Na jaane tu kahan kho gaya
|
| Jaate jaate tu mud ke phir dekh le
|
| Dil kehta hai phir ek dafa dhoondh le
|
| Aayegi kabhi woh yahin laut ke
|
| Hoon yahin main wo…
|
| Magar… aaya na tu
|
| Aaya na tu
|
| Aaya na tu |