| Sanwali saloni si mehbooba
|
| Teri churiyan sharang kar ke
|
| Jaane kesi aas dilaye
|
| Haye haye karein sab larkay
|
| Sanwali saloni si mehbooba
|
| Teri churiyan sharang kar ke
|
| Jaane kesi aas dilaye
|
| Haye haye karein sab larkay
|
| Amreeka ke na Japan ke
|
| Amreeka ke na Japan ke
|
| Hum toh hain deewane multan ke
|
| Jaamni hont sarayeki bolay
|
| Aur kaano main ras tapkay
|
| Sanwali saloni si mehbooba
|
| Teri churiyan sharang kar ke
|
| Dil aya hai jab se shaam pay
|
| Dil aya hai jab se shaam pay
|
| Hum bethain hain bas araam se
|
| Subah suhaani raat nasheeli
|
| Kya karengay pasand karkay
|
| Sanwali saloni si mehbooba
|
| Teri churiyan sharang kar ke
|
| Teri nazuk kalayi sanwali
|
| Teri nazuk kalayi sanwali
|
| Jis din se hai hum ne thaam li
|
| Jitne thay tere chahne walay
|
| Ab jeetay hain mar mar ke
|
| Sanwali saloni si mehbooba
|
| Teri churiyan sharang kar ke |