Song information On this page you can find the lyrics of the song feeling of pensive sadness, artist - Umair
Date of issue: 05.11.2021
Age restrictions: 18+
Song language: English
feeling of pensive sadness |
Mai dard hun, tu meri dawa hai na |
Aankho me dekhke puch lu, humse khafa hai na? |
Wo kahe badlihaz badmijaz ho tum |
Durr hi sahi mujhe khud sa hi mat bana dena |
Khate ye na thokar hoti na ye amaade |
Meri khamoshiyan toofan ki alamat hai |
Na jaane ye kya sitam dhate ho |
Ab har din apne aap hi qayamat hai |
Ab zindagi se gila bhi toh kya kare |
Bhatke musafir khud ke khair ki dua kare |
Hum dard pe likhe toh ye gunaah kare |
Ajeeb hai hum, chhode dafa kare |
Lage koi ni hai paas mere |
Dikhe na kuch khaas chehre |
Kaabu ni jazbaat mere (Oon-oon-ooh) |
Kabhi lage sab khade saath mere |
Mar gaye ahsaas mere |
Chipe wo alfaaz tere (Oon-oon-ooh) |
Ye kalam maushiyai hai |
Ye khyalo me parchayi hai |
Unnwan doon margan hai ke (Oon-oon-ooh) |
Ek umeed jo lagayi hai |
Ye kaisi bewafai |
Tumne dekha tak na jaate huye (Oon-oon-oo-ohh) |
Ooh-ooh |
Oon-o-o-ooh |
Oon-o-o-ooh |
Oon-ooh-oo-ooh |
Oon-oon-ooh |
Oon-o-o-ooh |
Oon-o-o-ooh |
Oon-ooh-oo-ooh |
Young dumb broken, aur thode sad bhi |
Mai baitha bharu kagaaz, everytime she broke me |
Gidgidaya par baat suni na gayi ek bhi |
Koi kehde usse, I’ve belongs to her take me |
Kyun likhta hun ye taklife hairaan wo (Hairaan wo) |
Nakaam hum, pareshaan wo (Pareshan wo) |
Meri shayari ka ban baithe un’waan wo |
Wo kabhi samajh hi na sake iss insaan ko (Iss insaan ko) |