| Saanson ko jeene ka ishaara mill gaya
|
| Dooba main tujhme to kinara mill gaya
|
| Saanson ko jeene ka ishara mil gaya
|
| Zindagi ka pata dobara mil gaya
|
| Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya
|
| Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya
|
| Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
|
| Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada
|
| Aaraam de tu mujhe, barson ka hun main thaka
|
| Palkon pe raatein liye, tere waste main jaga
|
| Aaraam de tu mujhe, barson ka hun main thaka
|
| Palkon pe raatein liye, tere waste main jaga
|
| Mere har dard ki gehrai ko mehsoos karta hai tu
|
| Teri aankhon se gham tera mujhe maaloom hone laga
|
| Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya
|
| Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya
|
| Main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara
|
| Karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara
|
| Main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara
|
| Karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara
|
| Juda jab se hua
|
| Tere bina khamosh rehta hoon me
|
| Labon ke paas aa
|
| Ab tu meri aawaaz bann ja zara
|
| Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya
|
| Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya
|
| Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
|
| Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada |