| Mere Bina main, rehne laga hoon
|
| Teri hawaon mein, behne laga hoon
|
| Jaane main kaise
|
| Tera hua hoon
|
| Mujhe to lagta hai main shayad tere dil ki dua hoon, haan
|
| Tujhko jo paaya, ahan
|
| To jeena aaya
|
| Ab ye lamha theher jaye, tham jaye, bas jaye
|
| Hum dono ke darmiyaan
|
| Tujhko jo paaya, ahan
|
| To jeena aaya
|
| Ab ye lamha theher jaye, tham jaye, bas jaye
|
| Hum dono ke darmiyaan
|
| Pehle se zyada, main jee raha hu
|
| Jabse main tere, dil se juda hoon
|
| Rahon pe teri, main to chala hoon
|
| Tu meri manzil hai, tere kadmon pe bas rukne laga hoon haan
|
| Tujhko jo paaya ahan
|
| To jeena aaya
|
| Ab ye lamha theher jaye, tham jaye, bas jaye
|
| Hum dono ke darmiyaan
|
| Tujhko jo paaya, ahan
|
| To jeena aaya
|
| Ab ye lamha theher jaye, tham jaye, bas jaye
|
| Hum dono ke darmiyaan
|
| Teri nazar mein nayi si adaa hai
|
| Naya sa nasha bhi ghula hai
|
| Kayi dinon se bandha tha baadal jo
|
| Tere hi baalon mein khula hai
|
| Teri hadon me meri basar hai
|
| Ab tujhe bhi
|
| Jaana kidhar hai
|
| Jahan rahe tu main wo jahan hoon
|
| Jise jiye tu main wo sama hoon
|
| Teri wajah se, naya naya hoon
|
| Pehle kaha na maine, ab ye tumse kehne laga hoon
|
| Tujhko jo paaya ahan
|
| To jeena aaya
|
| Ab ye lamha theher jaye, tham jaye, bas jaye
|
| Hum dono ke darmiyaan
|
| Tujhko jo paaya, ahan
|
| To jeena aaya
|
| Ab ye lamha theher jaye, tham jaye, bas jaye
|
| Hum dono ke darmiyaan |