| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee |
| ka naam |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee |
| ka naam |
| Aaa |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee |
| ka naam |
| Aaa |
| Yehi meri bandagi hai yehi meri pooja sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
| Aaa |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee |
| ka naam |
| Ek ka sajan mandir maiN ek ka preetam masjid maiN aur mein sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee |
| ka naam |
| Papeehay oh papeehay tu yeh kiyoon aanso bahaata hai zubaan pe teri pee pee kis |
| liyeh reh reh ke aata hai sadaye dard o gham kiyoon ddardmandoon ko sunata hai |
| jo khudhi jal raha hoon aur kiyoon us ko jalaata hai |
| Kaatoon tori choonch paheeha raam daroon pe loon mein pee ki aur pee mora tu pee kahay hai kaun |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa sanson ki mala pe simruuN main |
| pee ka naam |
| Her qismat ke haath hein kiss bandhan ki laaj mein ne tou bandhan likh diya |
| sawarya ke naam |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa sanson ki mala pe simruuN main |
| pee ka naam |
| Mein pee ki morat ko poojoon mein pee ki suurat ko poojon |
| Her dam… sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa… Saanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
| Pe ke naam kahoon mein pujari naam pee ka her saans mein wari simroon mein pee |
| ka naam |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam hum aur nahi kacho kaam ke matware |
| pee ke naam ke Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa sanson ki mala pe simruuN main |
| pee ka naam |
| Sajni baati kab likhoon jo preetam ho pardes tan mein mun mein piya basay |
| bhejon kisay sandes mein |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
| Her her mein hai her basay, her her ko her hai her ki aas her ko her her dhoond |
| phiri, aur her hai more paas |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Vocables sanson ki mala pe simruuN |
| main pee ka naam |
| Deen dharam sub choor ke mein to pee ki dhun mein sud bud khoyi chit jaaon gun |
| pee pee ke gaaon aur nahi koi doja kaam |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee |
| ka naam |
| Sa re re ga sa re ga re re re ga sa pa ma ma ga ga re re re sa sa pa ma re re re ma ga… Vocables (9:40) |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne mun ki mein jaanon aur pee ke mun ki raam |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne mun ki mein jaanon aur pee ke mun ki raam |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
| Prem ke rung mein aisee doobi, bun gaya aik hee roop prem ki mala japte japte |
| aap bani mei shyaam |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam prem ki mala japte japte aap bani |
| mei shyaam |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
| Prem ke rung mein aisee doobi prem ke rung mein aisee doobi prem ke rung mein |
| aisee doobi prem ke rung mein aisee doobi |
| Aisee dobi prem ke rung mein |
| Aa piya in nainan mein jo pankh daanp ohe nu na mein dekhon ghair ko na tohay |
| dekhan doon |
| Aise doobi prem ke rung mein |
| Preetam hum tum aik hein, jo kehen sunan mein do hum tum aik hein preetam hum |
| tum aik hein |
| Mun ko mun se toliyah aur to mun qubool na ho Aise doobi prem ke rung mein |
| Preetam tumre sung hai apna raaj suhaag tum naahi to kacho nahi tum mile to jaage bhaag |
| Aise doobi prem ke rung mein |
| Augan pooja paat tajay aur laga prem ka roug preetam ka bus dheyan rahay yehi |
| hai apna joob |
| Aise doobi prem ke rung mein |
| Haath churawat jaat ho, jo nirmil jaan ke mohe hirde mein se jaawat ho tab mein |
| jaanon tohe |
| Aise doobi prem ke rung mein |
| Vocables… |
| Aise doobi prem ke rung mein (15:00) |
| Vocables… |
| Doobi doobi doobi aise doobi prem ke rung mein |
| Her dam dekho mora peharwa sadarahat more ghar naahi ander baahir aap wohi hai |
| mein naahen mein naaheen |
| Aise doobi prem ke rung mein |
| Joganya ka bhes bana ke pee ko dhondan jaaon ree nagri nagri dwaare dwaare pee |
| ki shabad sunaon gi taras bikhari jag mein ho ke darshan bhichya paaon gi tan |
| mun un per waroon pee ki joganya kehlaoon ree |
| Aise doobi prem ke rung mein |
| Prem ke rung mein aise dobi bun gaya aik he roop prem ki maala japte japte aap |
| bani mein shayaam |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam prem ke rung mein aise dobi bun gaya |
| aik he roop |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
| Preetam ka kuch dosh nahi hai, wo to hai nirdosh apne aap se baatein ker ke hoo |
| gayi mein badnaam |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne aap se baatein ker ke hoo gayi |
| mein badnaam |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
| Prem piyala jab se piya hai, jee ka hai yeh haal deedar pe neend aa jaye |
| kaanton pe aaram |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam 23:00 |
| Jeevan ka sanghar hai preetam, maang ka hai sandoor preetam ki nazroon se gir |
| ker jeena hai kiss kaam |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam preetam ki nazroon se gir ker jeena |
| hai kiss kaam |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
| Vocables… |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam 27:30 |
| Sa re ga re da re sa… |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam… |
| Sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam simroon mein pee ka naam simron mein |
| pe ka naam simroon mei pee ka naam. |