Song information On this page you can read the lyrics of the song Kuch To Log Kahenge , by - Karma. Release date: 22.02.2021
Song language: English
Song information On this page you can read the lyrics of the song Kuch To Log Kahenge , by - Karma. Kuch To Log Kahenge |
| Yeah |
| Deep Kalsi! |
| KARMA! |
| Kuch toh Log Kahenge! |
| Zindagi sholey toh sardaar keh lo |
| Aane wale yug ki yalgaar keh lo |
| Keshar nahi pahna toh gaddar keh lo |
| Ya abki baar wahi Sarkar keh lo |
| Ya wahi jo kahte ho har baar keh lo |
| Ki naam chori ka, kaam chori ka |
| Music video ka sthan chori ka |
| Haan veere main Artistaan chori ka |
| Ya iski tarah ‘gar ek lafz mein bolun |
| Main uski tarah ‘gar ek lafz mein bolun |
| Sab apni jagah hai, main apni jagah hoon |
| Jab sabse alag hai, jab halak main kholun |
| Main palak bhingolun ya barf se gholun |
| Ye comment tere karle tharak mito tu |
| «Kyunki main toh galat thi» bolun, Hai na? |
| Aajkal log aas-paas aaye rakhe kandhe pe haath |
| Bole «photo khinchwa raha bhai» |
| Dheere dheere phir koss chan chain |
| Bole «Is wali video se kitna kama raha bhai?» |
| «Is show pe tu kahan kahan ja raha bhai?» |
| «Is waali video pe kaun laga raha bhai?» |
| Yeah, I mean, yeah |
| Mera bhai ban, mere fan ke wajaaye |
| Mera haal puch, mere plan ke wajaaye |
| Khaane, peene wali karni hai dosti |
| Ja theka saaf kar pure can ke wajaaye, ayy |
| Dil saaf kar, rang ke wajaaye |
| Humne tallent ke bahot jagah danke bajaaye |
| Kari mehnat paseene mein, June ke mahine mein |
| Rang saaf hua mera tank ke wajaaye, ayy |
| Kuch to log kahenge, logo ka kaam hai kehna bro |
| Jaise Dhoni ke jaldi OUT hone pe kahte hai |
| «Dhoni se aacha hai Raina bro» |
| Kuch toh Log Kahenge! |
| Kuch toh Log Kahenge! |
| Maine suna mere bare mein |
| Kuch sach, kuch jhooth faila saare mein |
| Kuch abtak gala faade apna ke |
| «Bana hoon main jo bhi bana unke sahaare mein» |
| I mean, ye shayad unki fitrat hai |
| Kapde maang ke pahne, phir hum itraate |
| Pata nahi kaise likh leta hoon main sick baatein |
| Hazaar ke jute humne pahne bane 1 lakh ke, yeah |
| I was not looking for a Godfather |
| Sahi jagah pahuncha thokar bahot khaa kar |
| Ghar mein kam diye par dite note laa kar |
| Chhoti si baat, kabhi kabhi lage bahot |
| Magar bahot emotional, not |
| Jo bhi ho chal, Bodi huyi fasal |
| Bhaag kyun rahe ho, thoda slow bhi lo chal |
| Yeah, Yeah, Yeah |
| Halanki pahle bhi jaankari thi meri kala ki |
| Par kar ke kuch chalanki jab ye pata chala ki |
| Ab DNH aur maine kuch salaah ki, sabki isme haath thi |
| Double RR wali Label jaise hi ban gayi saathi |
| Sab mere peeche-peeche, ye mohabbat pahle kahan thi? |
| Ringing, Hello? |
| «Tera phone nahi lag raha Vivek, Number mila hai aaj hi» Ok |
| Kuch to log kahenge, logo ka kaam hai kehna bro |
| Koi kitna bhi bole ki «Ghutne tenk» |
| Par tum apni akad mein hi rehna bro |
| Kuch toh Log Kahenge! |
| Kuch toh Log Kahenge! |
| Kuch toh Log Kahenge! |
| Kuch toh Log Kahenge! |
| Dehradun ka mera khoon! |
| Name | Year |
|---|---|
| Buddha ft. Sérgio Gomes | 2005 |
| Real Blue ft. Sérgio Gomes | 2005 |
| I Swear | 2005 |
| It's Easier | 2005 |
| O.D. | 2005 |
| Crawl | 2005 |
| Life | 2005 |
| Older | 2005 |
| Slandering | 2001 |
| The Speech | 2001 |
| Swagat Hai | 2021 |