Lyrics Agaya Mah-e-Ramzan - Junaid Jamshed

Agaya Mah-e-Ramzan - Junaid Jamshed
Song information On this page you can find the lyrics of the song Agaya Mah-e-Ramzan, artist - Junaid Jamshed.
Date of issue: 13.07.2012
Song language: Uzbek

Agaya Mah-e-Ramzan

Duniya ke aay musafir manzil teri qabar hai
Tai kar raha hai jo tu do din ka yeh safar hai
Jab se bani hai duniya aaye hazaro laakho
Baaki raha na koi mitti me sab samaye
Iss baat ko na bhulo sabka yahi hashar hai
Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai
Mahalo me sone wale mitti me so rahe hai
Shaho gadha yaha sab ek saath so rahe hai
Dono huye barabar yeh maut ka asar hai
Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai
Aankho se tune apni janaze dekhe
Haatho se tune apne dafnaye kitne murde
Anjam se tu apne kyu itna bekhabar hai
Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai

Share lyrics:

Write what you think about the lyrics!

Other songs of the artist:

NameYear
Yaar 2001
Sanwala 2001
Dil Ki Baat 2001
Bold and Brave (English) 2006
Wohi Rab Hai Jis Ne 2020
Dunya Ke Ae Musafir 2009
Dua 2009
Duniya Ka Musafir 2014
Mere Nabi Piyare 2020
Namumkin ft. Vital Signs 1994
Aitebar ft. Vital Signs 1994
Teray Liyay ft. Vital Signs 1994
Dair Ho Gayi ft. Vital Signs 1994
Hum Tum ft. Vital Signs 1994
My Lord ft. Native Deen 2014
Mera Dil Badal De 2016
Agaya Mah-E-Ramdan 2011
Hai Meri Ye Dua 2011
Ae Sabz Gunbad Waley 2020
Aao Aaj Phir ft. Junaid Jamshed 2001

Artist lyrics: Junaid Jamshed