| Aye meri tamanna bin tere kahin na Aye meri tamanna bin tere kahin na Aaye mujhe sukoon |
| Junoon junoon junoon junoon — 6x |
| Hai meri tamanna bin tere kahin na Aaye mujhe sukoon |
| Junoon junoon junoon junoon — 3x |
| Main teri yaadon mein gumshuda humnashin |
| Jaan-e-jaan tum jahan zindagi hai wahi |
| Tere khayalon se jude mere raat din |
| Jeena mera hai bin tere ab na mumkin |
| Aye meri tamanna bin tere kahin na Aaye mujhe sukoon |
| Junoon junoon junoon junoon — 3x |
| Junoon mujhpe chhaaya tere ishq ka junoon |
| Kyon tere ishq mein dil kahin na lage |
| Tanha yeh dil jale ek pal na dhale |
| In dhadkano se aati hai ab to yeh sada |
| Teri hi khwaahish ab to hai tera hi nasha |
| Aye meri tamanna bin tere kahin na Aaye mujhe sukoon |
| Junoon junoon junoon junoon — 3x |