Lyrics Pehla Nasha - Udit Narayan, Sadhana Sargam

Pehla Nasha - Udit Narayan, Sadhana Sargam
Song information On this page you can read the lyrics of the song Pehla Nasha , by -Udit Narayan
Song from the album: Jo Jeeta Wohi Sikandar
In the genre:Болливуд
Release date:29.12.1991
Song language:Cebuano
Record label:Saregama

Select which language to translate into:

Pehla Nasha
Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya
Ki saathi pyaar ka mujhe chun liya
Chun liya
Maine Sun liya
Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata
Pehla nasha
Pehla khumaar
Udta hi firoon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Udta hi firoon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Ek kar doon aasmaan zameen
Kaho yaaron kya karoon kya nahin
Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata
Pehla nasha
Pehla khumaar
Usne baat ki kuchh aise dhang se
Sapne de gaya vo hazaaron range ke
Usne baat ki kuchh aise dhang se
Sapne de gaya vo hazaaron range ke
Reh jaoon jaise main haar ke
Aur choome vo mujhe pyaar se
Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar

Share the lyrics:

Song tags:

#Pehla Nasha 2

Write what you think about the lyrics!

Other songs by the artist: