![Apna Gham - Jagjit Singh](https://cdn.muztext.com/i/32847578301393925347.jpg)
Date of issue: 22.06.1993
Apna Gham |
Apna gham le ke kahin aur na jaaya na jaye\nGhar mein bikhri huee cheezon ko sajaaya jaye\nJin chiragon ko hawaon ka koi khauf nahin\nUn chiragon ko hawaon se bachaya jaye\nBaag mein jaanay ke aadaab hua karte hain\nKisi titlee ko na phoolon say udaya jaye\nGhar se masjid hai bahut door chalo yun kar le\nKisi rote huye bachay ko hansaya jaye |
Name | Year |
---|---|
Karam Sakal Teri Sharan | 2005 |
Woh Kaghaz Ki Kashti | 2013 |
Har Ek Ghar Mein Diya | 2012 |
Jab Samne Tum Aa Jate Ho ft. Jagjit Singh | 2011 |
Teri Aankhon Se Hi | 2011 |
Aap Ko Dekhkar | 1992 |
Dhai Din Na Jawani Nal Chaldi | 1986 |
Jab Kisi Se Koi Gila Rakhna | 1997 |
Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho | 1982 |
Jab Kisi Se Koi Gila | 2017 |
Apne Haathon Ki Lakeeron Mein Basale | 2006 |
Tum Hna Jo Muskura Rahe Ho | 2008 |
Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Mera Bhi ft. Lata Mangeshkar | 2020 |
Dohe | 2006 |
Karmsakal Tav Vilas | 1992 |