| Biwi bulgarian, kutta pomeranian
|
| Aur tu cancerian ha ha aur vegetarian
|
| Achchi baat hai, pehle gana gaa lo
|
| Phir khana kha lo ok… Aloo ka paratha bhalo
|
| Usmein thodi malaai dalo
|
| Phir kis baat ka jhagda baby
|
| Milkar saare kha lo, kha lo x (2)
|
| Aadmi jitna bhi ho senti
|
| Pet mein jab bajti hai ghanti
|
| Deta hoon main sure guarantee
|
| Chaahe Sammy ho ya Bunti
|
| Tiffin mein lekar jaldi niklo
|
| Ek nahi do lekar niklo
|
| Thankyou bolo God ko
|
| Har din ki day life God ko
|
| Taxi mein, auto mein, bas mein
|
| Car mein, cycle mein kholo
|
| Aur Hari ka naam lekar bhaiya
|
| Chilla chilla ke bolo
|
| Aloo ka paratha bhalo
|
| Usmein thodi malaai dalo
|
| Phir kis baat ka jhagda baby
|
| Milkar saare kha lo, kha lo x (2)
|
| Sholay ka woh Hangal bole
|
| Aaj itna kyun hai sannata
|
| Telugu mein gaana ispata
|
| Lamba ho ya naata naata
|
| Seekh lo judo ya karrata
|
| Wheat bole toh Hindi mein aata
|
| Company ho Birla ya Tata
|
| Profit mein ya total ghaata
|
| Mehta, Patil, Yana, Hata
|
| Sab cheez computer mein data
|
| Sydney mein, London mein Paris
|
| Manchester mein maaro pata
|
| Khaali pet choohe ne kata |
| Boss marega chata chata
|
| Bhookh lagi baby jaldi
|
| Goondho goondho aata aata
|
| Aloo ka paratha bhalo
|
| Usmein thodi malaai dalo
|
| Phir kis baat ka jhagda baby
|
| Milkar saare kha lo, kha lo x (2)
|
| Mama mama miyan
|
| Aankhon mein cornea
|
| Pehle tha maa chata
|
| Phir alao ka paratha
|
| Lambi journey mein jana ho
|
| Sath mein naani ya nana ho
|
| Train safar mein aur maza hai
|
| Upar waale ki raza hai
|
| Badon ka karke pehle aadar
|
| Seat pe phir daalo tum chadar
|
| Thak gaye ho tum shaam se
|
| Baitho baitho aaram se
|
| Kholo dabba nikalo poori
|
| Khaane ka ban gaya hai moody
|
| Malaai nahi achaar to hai na
|
| Parathe ka vichar to hai na
|
| Aloo ka paratha bhalo
|
| Usmein thodi malaai dalo
|
| Phir kis baat ka jhagda baby
|
| Milkar saare kha lo, kha lo x (2)
|
| Mama mama miyan
|
| Aankhon mein cornea
|
| Aloo ka paratha bhalo
|
| Usmein thodi malaai dalo
|
| Phir kis baat ka jhagda baby
|
| Milkar saare kha lo, kha lo |