Lyrics Sau Aasmaan - Armaan Malik

Sau Aasmaan - Armaan Malik
Song information On this page you can read the lyrics of the song Sau Aasmaan , by -Armaan Malik
In the genre:Поп
Release date:08.05.2019
Song language:Swahili

Select which language to translate into:

Sau Aasmaan
Aakhon ko.
Teri aadat hai
Tu dikhe na toh inhe shikayat hai
Bin chuye chu liye hain
Tune mujhko diye hain
Pyaar ke ye tarane janiya
Ye jo ab ho raha hai
Kuch ajab ho raha hai
Kya yahi hai pyar ka hai ehsaas
Sau aasmaano ko
Aur do jahaano ko
Chhod ke aayi tere paas
Jaane kya hone laga
Mujhko nahi hai khabar
Kyun neend se door yeh
Jaani lagi hai nazar
Chhodo ye saari baatein
Ab milli hai jo raatein
Inhe jaane na dena janiya
Ye jo ab ho raha hai
Kuch ajab ho raha hai
Kya yahi hai pyar ka hai ehsaas
Sau aasmaano ko
Aur do jahaano ko
Chhod ke aayi tere paas
Aakhon ko.
Teri aadat hai
Tu dikhe na toh, inhe shikayat hai
Bin chuye chu liye hain
Tune mujhko diye hain
Pyar ke ye tarane jaaniya
Ye jo ab ho raha hai
Kuch ajab ho raha hai
Kya yahi hai pyar ka hai ehsaas
Sau aasmaano ko
Aur do jahaano ko
Chod ke aayi tere paas

Share the lyrics:

Write what you think about the lyrics!

Other songs by the artist:

NameYear
2021
2018
Mechanical Sundariye
ft. Armaan Malik, Shashaa Tirupati
2017
Vinnane Vinnane
ft. Devan Ekambaram
2018