| Tenu itna main pyaar karaan |
| Ek pal vich sau baar karaan |
| Tu jaave je mainu chhad ke |
| Maut da intezaar karaan |
| Ke tere liye duniya chhod di hai |
| Tujhpe hi saans aake ruke |
| Main tujhko kitna chahta hoon |
| Ye tu kabhi soch na sake |
| Ke tere liye duniya chhod di hai |
| Tujhpe hi saans aake ruke |
| Main tujhko kitna chahta hoon |
| Ye tu kabhi soch na sake |
| Kuch bhi nahi hai ye jahaan tu |
| hai toh hai isme zindagi |
| Kuch bhi nahi hai ye jahaan tu |
| hai toh hai isme zindagi |
| Ab mujhko jaana hai kahaan ke |
| tu hi safar hai aakhiri |
| Ke tere bina jeena mumkin nahin |
| Na dena kabhi mujhko tu faasley |
| Main tujhko kitna chahti hoon |
| Ye tu kabhi soch na sake |
| Tere liye duniya chhod di hai |
| Tujhpe hi saans aake ruke |
| Main tujhko kitna chahta hoon |
| Ye tu kabhi soch na sake |
| Aankhon ki hai yeh khwahishein |
| Ki chehre se teri na hatein |
| Neendon mein meri bas tere |
| Khwabon ne li hai karwatein |
| Ki teri ore mujhko leke chalein |
| Ye duniya bhar ke sab raaste |
| Main tujhko kitna chahta hoon |
| Ye tu kabhi soch na sake |
| Tere liye duniya chhod di hai |
| Tujhpe hi saans aake ruke |
| Main tujhko kitna chahta hoon |
| Ye tu kabhi soch na sake |