| Rasme Mohabbat ki |
| Adaa na woh kar paaye |
| Rasme Mohabbat ki |
| Adaa na woh kar paaye |
| Bewafa kya hai wafaa |
| Hmm, |
| Bewafa kya hai wafaa |
| Ye bhi samajh na paaye |
| Deewana bana ke Hamein woh sataye |
| Deewana bana ke Hamein woh sataye |
| Rasme Mohabbat ki |
| Adaa na woh kar paaye |
| Rasme Mohabbat ki |
| Adaa na woh kar paaye |
| Tum meri dil ki dhadkan |
| Tum hi meri pehchaan thi |
| Tum meri rooh thi |
| Aur tum hi meri jaan thi |
| Tum meri dil ki dhadkan |
| Tum hi meri pehchaan thi |
| Tum meri rooh thi |
| Aur tum hi meri jaan thi |
| Bewafa kya hai wafaa |
| O bewafa kya hai wafaa |
| Ye bhi samajh na paaye |
| Deewana bana ke Hamein woh sataye |
| Deewana bana ke Hamein woh sataye |
| Rasme Mohabbat ki |
| Adaa na woh kar paaye |
| Rasme Mohabbat ki |
| Adaa na woh kar paaye |
| Kya hai hayaa kya hai wafaa |
| Chahat ka chalan hi chhod diya |
| Tumne meri umeedon ke taaj mahal tod diya |
| Kya hai hayaa kya hai wafaa |
| Chahat ka chalan hi chhod diya |
| Tumne meri umeedon ke taaj mahal tod diya |
| Bewafa kya hai wafaa |
| O bewafa kya hai wafaa |
| Ye bhi samajh na paaye |
| Deewana bana ke Hamein woh sataye |
| Deewana bana ke Hamein woh sataye |
| Rasme Mohabbat ki |
| Adaa na woh kar paaye |
| Rasme Mohabbat ki |
| Adaa na woh kar paaye |